hey sinamika full movie ak tamil romantic drama film hai jismein dulquar Salman . Aditi Rao hydari aur kajal Agarwal lead role me hai ak love story triangle ki kahani hai relationship me rakhte hai
hey sinamika full movie introduction
hey sinamika full movie jo 2022 me tamil me release Hui thi film me Dulquar Salman (Yaazhen) aur Aditi Rao hydari (mouna) aur kajal Agarwal (Dr. Malarvizhi) lead roles me hai kahani ak morden love triangle me ghumta hai
Yaazhen ak cheerful aur overly talkative insaan hai jo shadi do saal baad mouna uske bartao se irritate ho jati hai mouna ak plan banati hai apne hasbend se chutkara pane ka aur malarvizhi ko involve karti hai

Sita Ramma movie download link in Hindi
Hey Sinamika movie ke cast
1. Dulquer Salmaan – Yaazhan
2. Aditi Rao Hydari – Mouna
3. kajal Aggarwal – Dr. Malarvizhi
4. Nakshathra Nagesh – Malarvizhi ke friend
5. Shyam Prasad – Yaazhan ke boss
6. K. Bhagyaraj – Mouna ke father
7. Suhasini Maniratnam – Mouna ki mother
8. Mirchi Vijay – Mouna ke colleague
9. Yogi Babu – Special appearance
Lucky Bhaskar full movie download in Hindi
Hey Sinamika movie Story
Hey Sinamika movie ak romantic drama movie hai jisme love ko ak alag level me dikhaya gaya hai kahani suru hote Yaazhen (dulquar Salman) aur mouna (Aditi Rao hydari) se
jo ak dusre se pyar karte hai aur shadi kar lete hai Yaazhen ak cheerful and over caring hasbend hai
Lekin mouna ko uski jyada batein aur chipakna dhere dhere irritate karne lagta hai shadi ke do saal baad mouna ko laga hai woh apni ajadi kho chuki hu aur uske apni space ki jarurat hai
mouna ak plan banati hai apne hasbend Yaazhen se dur hone ke bina uska Dil tode uska plan hota hai Dr malarvizhi (kajal Agarwal) ko involve karna jo ek psychologist hai mouna malarvizhi ke kahti ki woh Yaazhen se dosti kare take Yaazhen ka dhyaan mouna se hat jaiye lekin kahani jab twist leti hai jab malarvizhi Yaazhen ki innocent aur genuine personality ko samajhne lagti hai aur dheere dheere uske liye feeling jagne lahti hai
dusri traf mouna ko realise hota hai ki abhi bhi Yaazhen se pyaar karte hai aur uske khona nhi chahti hai ab mouna ko apni galti ka ahsaas ho gaya hai aur Yaazhen ka pyaar firse jitne ki koshish kar ti hai
film kaafi emotional aur relatable hai jismein love communication aur salf discover ke themes explore kiye gaye hain. Dulquer Salmaan ka charming aur talkative character Yaazhan ek highlight hai, jabki Aditi Rao Hydari ka role Mouna ke conflicted emotions ko bahut hi beautifully portray karta hai. Kajal Aggarwal ka character Malarvizhi kahani ko ek fresh angle deta hai.
hey sinamika full movieek heartwarming film hai jo sikhati hai ki relationships mein imperfections ke bawajood pyaar aur samjh ke saath sab kuch theek ho sakta hai.
1 thought on “hey sinamika full movie – hey sinamika review”